Details

Ek Qatra Khoon

Website
Visit Website
Description <br>Ek Qatra Khoon (A Drop of Blood) by Ismat Chughtai, describes the historic Battle of Karbala and the martyrdom of the grandson of the Prophet Mohammed, Hazrat Imam Hussein (Shahadat-e-Imam Hussain). This is a significant event in Islamic history, and the Novel draws its relevance to contemporary times by highlighting how vitally important it is for us to understand our past so that we may move forward in the future; and exhorts us to struggle for truth and the basic rights of human existence.
Rating
  • 92/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.6/5 based on 5 votes.
Ownership webmaster
Tags , , ,
Views 16125 views, 0 incoming clicks. Averaging 3 views and 0 incoming clicks per day.
Submission Date 12:17:2010

Comments on Ek Qatra Khoon

Muslim naqvi
Avatar Muslim naqvi
Wrong history
Posted 12:01:2012 - 02:54:47:

Eram Mirza wrote:
Mr Asmat ap nay buhat he wrong history likhi hay baray-e-meharbani apni Knowledge pahly sahe kary. ye wrong storie likh kar ap ghunah ke murtaqib ho rahay hay pahly such ko talash kar phir stories write kege ga plz......



Yeh hey aaj ka musalman jo haqeeqat mananey ko tayar nahein, jo khud jahalat Kay andherey mein hotey hoyey eik itni experienced aur senior female writer ka naam tuk nahein manta aur phir history ki baat kerwa hey, Afsos sud afsos
Dana
Avatar Dana
Tabsira
Posted 12:01:2012 - 02:48:35:

nazir ahmad wrote:
yeh sab ek jhoot hai yeh iss wrighter ka demaag ka fatoor hai.



Afsos sud Afsos Kay aaj ka musalman itna jahil hey Kay itni beri haqeeqat sey inkaari hey, jub hee tou alam-e-Islam ki yeh halat heysad(((
Insaaf
Avatar Insaaf
Haqeeqat
Posted 11:21:2012 - 03:55:23:

nazir ahmad wrote:
yeh sab ek jhoot hai yeh iss wrighter ka demaag ka fatoor hai.


Aap nein tou bilkul esey nawab dia jesey yazeed sey aap ki bohat close rishedari hey, bura na maneey such hamesha kerwa lugta hey lekin Afsos Kay haqeeqat qubool Kearney Kay lein bera Hosea chahey!!!!!
Guest
Avatar Guest
Posted 11:20:2012 - 02:53:12:

Very nice book.jinhoun nein criticize Kia un Kay lein iss sey ziada nahein kaha ja sukta Kay ayeena un ko dikhaya tou bura maan gayey, such hamesha kerwa lugta hay wesey akhir mein bus yeh keh suktey hein Kay un bicharoun ka bhi qusoor nahein Jin Kay Baap dada ameer muawya aur yazeed hein un ko tou zaroor bura lugna chaheyey.
nazir ahmad
Avatar nazir ahmad
2 of 2 people found this comment helpful
jhoot hai
Posted 07:13:2012 - 21:03:35:

yeh sab ek jhoot hai yeh iss wrighter ka demaag ka fatoor hai.
salahuddin
Avatar salahuddin
2 of 2 people found this comment helpful
Posted 06:16:2012 - 19:32:43:

mai ne ye novel padha lekin mujhe ye novel islam ki tarikh ke sath mazaq laga kio ke is novel me haqiqat bayani se zyada aesi riwayat jin ki istinadi haisiyat mashkok hai ka sahara liya gaya.....
jab ham bat karte hai islam ki ya islami tarikh ki to hame islami tarikh ke nam par unhi chizo ko pesh karna chahiye jo mustanad zaraye se sabit hon....
Aslam Shaikh
Avatar Aslam Shaikh
Posted 05:17:2012 - 18:56:06:

Realy very very good books, during the reading this book we cant stop our tears, in my life first time i m crying while reading. ( All bless you )
cadbury24
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Aug 25, 2011

Total Listings: 0
Total Comments: 1
Posted 08:25:2011 - 09:17:13:

this book was very good insight on the life of prophet S.A.W family, which we didn't know before, very good book
mrs waheed
Avatar mrs waheed
Posted 08:05:2011 - 20:26:43:

mr usmat you have written great book about the history there was many things which were hidden from the people so many time tears came out of my eyes I pray to my Allah may Allah please with Muslims and remember the scarification of Hussain Razi Allah Taala Unho and follow their step Aamin
umair khalid
Avatar umair khalid
#10 - Quote - Permalink
Posted 06:28:2011 - 19:33:28:

is book ko main 20 bar parh chuka hon lakin dil karta hy ky isy phir parhoon aur jab tak isy dubara parh nahi leta mujhy bechaini lagi rahti hy or isy parhy kar barbar rony ko dil karta hy

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.